Damn Lyrics – Raftaar:
Yeah yeah…
Kabhi kabhi mujhe lage mere piche ek saaya
Jo aaya hai mujhe bataane ki
Woh aage zyada jo chaate zamaane ki
Lat badi lagi jinhe auron ka khaane ki
(Haan!)
Kitna hi khaa lenge haan
Kitna bacha lenge haan
Yeah yeah yeah..
Bhaage jo bawarchi inke
Khud ka bana lenge kya (kya kya)
Khudko sambhalenge kya
Ye karma mitayenge haan
Khud jo hain ghar pade woh
Humko woh ghar bitha lenge kya
Par mujhe kya mujhe kya
Main kisi ki ni sunta
Mujhe poore karne armaan ghar ke
Aur sapne jo main bunta
Kaafi dabi padi mere dil mein hai baatein
Dil se na nikle woh studio ki raatein
Aayi gayi jaane kitni hai barsaat
Jo pehle mere bhai the wo ab bhi mere saath hain
Yeah!
Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge haan
Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn, yea yea
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn, yea yea
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yea yea
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time, yea yea
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
(I don’t give a damn)
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
(I don’t give a damn)
Song Details
Film/Album: Damn
Lyrics by: Raftaar - Kr$na
Singer: Raftaar - Kr$na
Composer: Raftaar
Release Year: 2020
Wait 8 Seconds For Download
Download Damn Mp3 Song