Shukriya Song Lyrics – Haathi Mere Saathi:
Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun jhun jhun,
Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun jhun jhun,
Hawao ki san san san san kahe,
Shukriya.
Shukriya shukriya (x4),
Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun jhun jhun,
Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun jhun jhun,
Hawao ki san san san san kahe,
Shukriya.
Shukriya shukriya (x4),
Kirno ki kilkariya
Pedo ki angdaiya,
Pattiya kahe
Shukriya
Oh kali kahe shukriya..
Nadiya kahe sar sar sar sar,
Jharno ki had bad had bad..
Pathrile uche pervat
Mausam ke saare kartab
Panchiyo ki anban,
anbn Kahe shukriya..
Shukriya shukriya (x4).
Song Details
Film/Album: Haathi Mere Saathi
Lyrics by: Swananda Kirkire
Singer: Rituraj Mohanty
Composer: Shantanu Moitra
Release Year: 2020
Wait 8 Seconds For Download
Download Shukriya Mp3 Song